ये गुलशन है तो फूलों का

Ye Sun-ney Mein To Hai आसान
Magar Kerney Mein Hai मुश्किल
Uthaatey Hain Barrey तूफ़ान
Samjhtey Hain Jo Iss Ko खेल

Faqat Soda Nahin Dil का
Ye Soda Jism-o-Jaan Ka है
Ye Gulshan Hai To Phoolon का
Magar Kaanton Ka Pehra है

Samandar Dost Hai Iss का
Per Sholon Sa Jalta है
Khushi Daita Hai Jab Ye Aik
To Aansoo Chaar Laata है

Safar To Hai Ye Kaanton Ka
Magar Phoolon Sa Mehakta है
Hai Jannat Ki Hawa Iss में
Magar Dozakh Sa Jalta है

Ye Sun-ney Mein To Hai आसान
Magar Kerne Mein Hai मुश्किल
Lekin......... Muhabbat Ekk Ibaadat है
Aur...Muhabbat Ka Sila To बस
Janat Ke Siwa Kuch Bhi नहीं....

(Ayesha Behraver)
न्यू डेल्ही





2 comments:

Unknown said...

You have done gr8 work on this poem. Some lines are very Inspirational. Your thoughts are too good..& original bt sorry to say...still i doesn't catch the meaning of the poem...bt, keep it up........&

Best of Luck..........

Anonymous said...

Really...very nice shyari..i read it and feel better.
sanjay gupta
photojournalist